Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN Dutta
HomeN Dutta
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj humko aaj humko hasaaye na koi aaj rone ko ji chaahta hai aur bhi muskuraye na koi aaj rone ko ji chaahta hai dil hi toot gaya nagma rooth gaya bulbul qaid huyi gulshan chhoot gaya dil hi toot gaya nagma rooth gaya bulbul qaid huyi gulshan chhoot gaya geet honth pe aaye na koi geet honth pe aaye na koi aaj humko aaj humko hasaaye na koi aaj rone ko ji chaahta hai aur bhi muskuraye na koi aaj rone ko ji chaahta hai arma raakh huye sapne khaak huye ek ye roop mera dushman laakh huye arma raakh huye sapne khaak huye ek ye roop mera dushman laakh huye achchi soorat bhi paaye na koi achchi soorat bhi paaye na koi aaj humko aaj humko hasaaye na koi aaj rone ko ji chaahta hai aur bhi muskuraye na koi aaj rone ko ji chaahta hai
aa ha aa ha aa ha aa ha aankhein humaari hon sapne tumhare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen aaa aaaa aaaa laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen na hum badlen ek doosre ke hum saath sahare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote aaa aaaa aaaa pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote khwaab na loote sab kuchh duniya ka khwaab humaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon
aapki baaten aapki kasmen sab jhuthe afsaane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen sab jhuthe afsaane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen ehde wafa ke kya hain ta kaze aagaaz kahan jo ho in jazbaat se wakif wo dil aapke paas kahaan wo dil aapke paas kahaan aap mohabbat aur wafa ki rasmon se begane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen iska naam mohabbat kyun ho ye to ek gaao hua kya aagaaz tha afsane ka lekin kya anjaam hua lekin kya anjaam hua shame wafa benoor huyi ab dil ke daag jalane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen
are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa ye sharmaana ye ghabraana theek nahin aahein bharna ji tarsaana theek nahin hoye hoye hoye hoye hoye hoye hoye ye sharmaana ye ghabraana theek nahin aahein bharna ji tarsaana theek nahin jeene ke bahaane saare jag jaane tu nahin jaane re jaan bhi ja are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa hansti aakhen jaise saagar dekh to le mar bhi lena pehle ji kar dekh to le hoye hoye hoye hoye hoye hoye hoye hansti aakhen jaise saagar dekh to le mar bhi lena pehle ji kar dekh to le jeene ke bahaane saare jag jaane tu nahin jaane re jaan bhi ja are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa
Aye Mere Meherban
Dhundit Rahumastit Gau
jis ghar ke logon ko subah jhagadte dekha hai shaam huyi ke ghar wahi ujadte dekha hai are banti nahin hai baat jhagde se kabhi yaaro bante bante baat ko bigadte dekha hai are hum panchhi ek daal ke ek daal ke hum panchhi ek daal ke ek daal ke hoy sang sang dolen ji sang sang dolen sang sang dolen ji sang sang dolen boli apni apni bolen boli apni apni bolen ji bolen ji bolen haan sang sang dolen ji sang sang dolen hum panchhi ek daal ke ek daal ke din ke jhagde din ko bhoolen ho din ke jhagde din ko bhoolen raat ko sapnon mein hum jhoolen dharti bichhaunaa neeli chadariyaa meethi neenden so len ji so len ji so len haan sang sang dolen ji sang sang dolen sang sang dolen ji sang sang dolen boli apni apni bolen boli apni apni bolen ji bolen ji bolen haha sang sang dolen ji sang sang dolen hum panchhi ek daal ke ek daal ke
humne suna tha ek hai bhaarat sab mulkon se nek hai bhaarat lekin jab nazdeek se dekha soch samajh kar theek se dekha humne nakshe aur hi paaye badle huye sab taur hi paaye ek se ek ki baat juda hai dharm juda hai jaat juda hai aapne jo kuchh humko padhaaya wo to kahin bhi nazar na aaya jo kuchh maine tumko padhaaya usmein kuchh bhi jhooth nahin bhaasha se bhaasha na mile to iska matlab phoot nahin ek daali par reh kar jaise phool juda hai paat juda bura nahin gar yunhi watan mein dharam juda ho jaat juda apne watan mein wahi hai jab quraan ka kehna jo hai ved puraan ka kehna phir yeh shor sharaaba kyun hai itna khoon kharaaba kyun hai apne watan mein sadiyon tak is desh mein bachcho rahi hukoomat gairon ki abhi talak hum sab ke munh par dhool hai unke pairon ki ladwaao aur raaj karo ye un logon ki hikmat thi un logon ki chaal mein aana hum logon ki zillat thi ye jo bair hai ek dooje se ye jo phoot aur ranjish hai unhi videshi aakaaon ki sochi samjhi bakhshish hai
jaan gayi main to jaan gayi o ho jaan gayi main to jaan gayi koi banaaye bahaane mora chanchal jiyarva lubhane ko jaan gayi main to jaan gayi koi banaaye bahaane mora chanchal jiyarva lubhane ko jaan gayi main to jaan gayi bin kaaran kare mose baatein ho ooo ho bina kaaran kare mose baatein main to samjhun wo sab uski ghaatein main to samjhun wo sab uski ghaatein mud mud ke mud mud ke mohe bulaaye more nainon se naina milaane ko jaan gayi main to jaan gayi koi banaaye bahaane mora chanchal jiyarva lubhane ko jaan gayi main to jaan gayi mohe dekhe to mann uska dole ho ooooo ho mohe dekhe to mann uska dole par wo ye baat khul ke na bole par wo ye baat khul ke na bole chaahe wo chaahe wo kitna chhupaaye jiya tadpe hai garva lagaane ko jaan gayi main to jaan gayi koi banaaye bahaane mora chanchal jiyarva lubhane ko jaan gayi main to jaan gayi mora mann naach naache khushi mein ho ooo ho mora mann naach naache khushi mein maine ghar kar liya uske ji mein maine ghar kar
jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye main bhi machal uthoon mera dil bhi machal uthe dil bhi machal uthe saanson ki lay pe aisa madhur geet gaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye saahil ki narm ret pe chhitki hai chaandni chhitki hai chaandni is chandni mein jhoom ke aanchal udayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye kuchh keh rahi hai pyaar se jharnon ki jhaal re jharnon ki jhaal re parvat ki ot mein mujhe apna banaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye jee chaahta hai aaj kahin door jaayiye duniya pukaarti rahe waapas na aayiye
kahin karaar na ho aur kahin khushi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho siya naseeb koi unse badh ke kya hoga siya naseeb koi unse badh ke kya hoga jo apna ghar bhi jala de to roshni na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka to kuchh ajab nahin duniya mein aadmi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ke khul ke jee na sake aur mout bhi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho
hooo kis jagah jaayen kis ko dikhlaayen zakhm e dil apna zakhm e dil apna ho oo oo saare jag mein apna koi nahin oo oo oo oooooo saare jag mein apna koi nahin sukh kya dukh kya sapna koi nahin ho oo oo kis jagah jaayen kis ko dikhlaayen zakhm e dil apna zakhm e dil apna ho oo oo dil ke armaan poore ho na sake aa aa aa aa aa aa dil ke armaan poore ho na sake hansna kaisa khul kar ro na sake ho oo ooo kis jagah jaayen kis ko dikhlaayen zakhm e dil apna zakhm e dil apna ho oo oo
ha turu ru ru turu ha turu ru ru turu la lalalalalaaa lalalalalaaa lalalalaaa lalalalalalaa kitna rangeen hai ye chaand sitaron ka sama aap takte hi nahin aapki aadat kya hai is damakte huye chehre ki chamak kaafi hai mujhko chaand aur sitaaron ki zarurat kya hai kitna rangeen hai kuchh to mausam ki aadaon ka asar le leeje mehki mehki si hawaon ka asar le leeje aap ki reshmi zulfon ki mehak kaafi hai aap ki reshmi zulfon ki mehak kaafi hai mehke mehke se nazaaron ki zarurat kya hai aap takte hi nahin aapki aadat kya hai kitna rangeen hai is fiza mein hai mohobbat ke ishaare kitne dil ke daaman se lipat te hain sahaare kitne jo idhar bhi hai udhar bhi hai kasak kaafi hai jo idhar bhi hai udhar bhi hai kasak kaafi hai ab humein aur sahaaron ki zarurat kya hai aap thakte hi nahin aapki aadat kya hai is damakte huye chehre ki chamak kaafi hai mujhko chaand aur sitaaron ki zarurat kya hai kitna rangeen samaa
Kya Kya Na Sitam
laage tose nain laage laage laage tose nain laage laage laage tose nain laage laage darsh bina paaun na chain darsh bina paaun na chain jaagun saari rain laage tose nain laage laage laage tose nain jab se lagiii jab se lagi lagan tihari jab se lagiii jab se lagi lagan tihari bhool gayi sudh budh saari bhool gayi sudh budh saari jab se lagi lagan tihari bhool gayi sudh budh saari kal na pare din ho ke rain kal na pare din ho ke rain jaagun saari rain laage tose nain laage laage laage tose nain mann mein basiiii mann mein basi thi ranjani mann mein basiiii mann mein basi thi ranjani tan mein jagi agan suhaani tan mein jagi agan suhaani mann mein basi thi ranjani tan mein jagi agan suhaani gayore more jiyra ka chain gayore more jiyra ka chain jaagun saari rain laage tose nain laage laage laage tose nain laage tose nain laage tose nain laage tose nain
madhu ithe an chandra tithe jhurato andharaat jhurato andharaat ajab hi madhuchandraachi raat haay madhu ithe an chandra tithe jhurato andharaat jhurato andharaat ajab hi madhuchandraachi raat ek chandra an aganit taare ek chandra an aganit taare do hridayaavar kiti pahaare havi zopdi mile kothadi sarkari kharchat sarkari kharchat ajab hi madhuchandraachi raat madhu ithe an chandra tithe jhurato andharaat jhurato andharaat ajab hi madhuchandraachi raat maheraala sodun fasale nashibi aale saasar asale tatatutane surekh jhali sansara suruwaat sansara suruwaat ajab hi madhuchandraachi raat madhu ithe an chandra tithe jhurato andharaat jhurato andharaat ajab hi madhuchandraachi raat kiti paahune kiti nimantrit kiti paahune kiti nimantrit jamale saare eka panktit ashi nighali lagnanantar varyavarti varaat varyavarti varaat ajab hi madhuchandraachi raat hoye madhu ithe an chandra tithe jhurato andharaat jhurato andharaat ajab hi madhuchandraachi raat
Mani Maucha Baal
hmm hm hm hm hm aaaa aaaaa hmm hmmhm hm aaaa aaaaaa mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama leke meri tamannaayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehmaan dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehmaan zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama leke meri tamannaayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan taare machalte huye diye se jalte huye jaise chalte huye ruk gaya aasmaan taare machalte huye diye se jalte huye jaise chalte huye ruk gaya aasmaan leke meri tamannayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan aaaa haaaa haaaaa hmmm hmmm hmmm aaaa haaa haaaaa hmmm hmmm hmmm
mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob tere aanchal mein sitaare hain girebaan mein kiran teri nazron se huyi ishq ki duniya roshan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan jis mein jalta hoon usi aag mein jalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob chaand se maathe pe mehnat ke paseene ki lakeer jaag uthi jaag uthi hind ki soyi taqdeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer ladkhadayegi kahaan tak ke sambhalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob kone kone mein sulagti hai chita tere liye teri dushman hai teri narm ada tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye
pyaar hi mujhe darkaar hai pyaar hi mujhe darkaar hai gar unka pyaar ho baanhon ka haar ho sone chandi ke haar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai dil mujhko chahiye ghar leke kya karoon unki talaash hai dar leke kya karoon dil mujhko chahiye ghar leke kya karoon unki talaash hai dar leke kya karoon jab wohi kho gaye auron ke ho gaye phir main solah singaar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai chaahat ki raah mein kaanta bhi phool hai chaahat ko tolna duniya ki bhool hai chaahat ki raah mein kaanta bhi phool hai chaahat ko tolna duniya ki bhool hai sachchi hansi mile dil ki khushi mile tan pe resham ke taar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai gar unka pyaar ho baanhon ka haar ho sone chandi ke haar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Humko Hasaaye Na Koi Badshah (1964) 03:04 37544
 
Poster of Badshah (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Kamal Barot
Duration : 03:04   Song Number : 37544   

Aankhein Humaari Hon Sapne Mere Arman Mere Sapne (1963) 04:05 36988
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sumitra Devi, Pradeep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 36988   

Aapki Baaten Aapki Kasmen Kala Samundar (1962) 03:20 36778
 
Poster of Kala Samundar (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Chitra
Duration : 03:20   Song Number : 36778   

Are O Deewane Sachche Moti (1962) 02:47 11275
 
Poster of Sachche Moti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 02:47   Song Number : 11275   

Aye Mere Meharban Sachche Moti (1962) 04:19 36621
 
Poster of Sachche Moti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Suresh, Zabeen
Duration : 04:19   Song Number : 36621   

Dhundit Gau Mastit Rahu Bala Gau Kashi Angai (1977) 05:59 37587
 
Poster of Bala Gau Kashi Angai (1977)
 
Category
Marathi
Year- 
1977
Lyricist
Jagdish Khebudkar
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Asha Kale, Vikram Gokhale
Duration : 05:59   Song Number : 37587   

Hum Panchhi Ek Daal Ke Hum Panchhi Ek Daal Ke (1957) 02:51 40324
 
Poster of Hum Panchhi Ek Daal Ke (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:51   Song Number : 40324   

Humne Suna Tha Ek Hai Bharat Didi (1959) 04:32 39862
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:32   Song Number : 39862   

Jaan Gayi Main To Naya Raasta (1970) 04:39 13075
 
Poster of Naya Raasta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:39   Song Number : 13075   

Jee Chaahta Hai Aaj Kahin Door Chandrakanta (1956) 03:13 40227
 
Poster of Chandrakanta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Duration : 03:13   Song Number : 40227   

Kahin Karaar Na Ho Chandi Ki Deewar (1964) 03:34 38240
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 38240   

Kis Jagah Jaayen Kis Ko Dikhlayen Light House (1958) 03:02 38014
 
Poster of Light House (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:02   Song Number : 38014   

Kitna Rangeen Hai Ye Chaand (Unreleased) Film Hi Film (1983) 03:58 39356
 
Poster of Film Hi Film (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
N Dutta
Duration : 03:58   Song Number : 39356   

Kya Kya Na Sitam Mohini (1957) 03:24 39864
 
Poster of Mohini (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Shahu Modak
Duration : 03:24   Song Number : 39864   

Laage Tose Nain Chandi Ki Deewar (1964) 03:39 37102
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Indrani Mukharji
Raag- 
Sarang
Duration : 03:39   Song Number : 37102   

Madhu Ithe An Chandra Tithe Madhuchandra (1967) 03:44 17315
 
Poster of Madhuchandra (1967)
 
Category
Marathi
Year- 
1967
Lyricist
G D Madgulkar
Music Director- 
N Dutta
Duration : 03:44   Song Number : 17315   

Mani Maucha Baal Sharad Muthe 03:25 40920
 
Poster of Sharad Muthe
 
Category
Marathi
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Sharad Muthe
Duration : 03:25   Song Number : 40920   

Mere Dil Meri Jaan Jhoom Le Jaal Saaz (1959) 04:23 10636
 
Poster of Jaal Saaz (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:23   Song Number : 10636   

Mere Mehboob Mere Saath Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 04:13 18950
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 04:13   Song Number : 18950   

Pyaar Hi Mujhe Darkaar Hai Didi (1959) 02:54 37498
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shubha Khote
Duration : 02:54   Song Number : 37498   
Karaoke Songs of n dutta, Sad Songs of n dutta, Love Songs of n dutta, Dance Songs of n dutta, Hip-hop songs of n dutta, Best songs of n dutta, Super hit songs of n dutta, hit songs of n dutta, duet songs of n dutta, solo songs of n dutta, old songs of n dutta, famous songs of n dutta, Hindi Karaoke Songs of n dutta, Hindi Sad Songs of n dutta, Hindi Love Songs of n dutta, Hindi Dance Songs of n dutta, Hindi Hip-hop songs of n dutta, best Hindi songs of n dutta, super hit Hindi songs of n dutta, hit Hindi songs of n dutta, duet Hindi songs of n dutta, solo Hindi songs of n dutta, old Hindi songs of n dutta, famous Hindi songs of n dutta, Sing Along Songs of n dutta, Sing Along Sad Songs of n dutta, Sing Along Love Songs of n dutta, Sing Along Dance Songs of n dutta, Sing Along Hip-hop songs of n dutta, Sing Along Best songs of n dutta, Sing Along Super hit songs of n dutta, Sing Along hit songs of n dutta, Sing Along duet songs of n dutta, Sing Along solo songs of n dutta, Sing Along old songs of n dutta, Sing Along famous songs of n dutta